Thursday, 12 April 2012

Aur uss ghazal main tere hone ka maza aur hai……!!!!!!

 

 

Aaj To Hum Maut Ki Dua Kar Ke Roye;

Hain Dobara Aaj Khuda Se Gila Kar Ke Roye;

Hain Kyon Na Likh Saka Tu Us Ko Taqdeer Mein Meri;

Yeh Aik Khayal Soch Kar Phir Hum Roye Hain…..

Sapne Ki Tarah Aakar Chale Gaye;

Gamo Ki Neend Sulakar Chale Gaye;

Kis Bhool Ki Saza Di Humko??

Pehle Hasaya Aur Fir Rulakar Chale Gaye…..

Hum ko to muskranay ki Aadat si hai;

Ansoon ko Chupanay ki Aadat si hai;

Duwa na hi Dawa Kaam kerti Hai hum per;

Ab to Zakhm Khanay ki Aadat si Hai…..

Paane se khone ka maza aur hai;

Bandh aankhon main rone ka maza aur hai;

Aansoo bane lafz aur lafz bane ghazal;

Aur uss ghazal main tere hone ka maza aur hai……!!!!!!

No comments:

Post a Comment